Assalaam O Aliakum
Jumme ki fazilat bohat se Hadees Mubarak mai ai hai,
Is liye qeemti banaye Allah Pak ki ibadat kar kya…
Aur jitna ho sake Durood Pak parhe, Kam say kam 300 martaba lazmi parhe, aur Surah E Kahaf (15th Sipare Ki Akhri Surat) ki tilawat keryein.
Aur Allah Pak se ro ro kar duain mange, Apne [...]
- Tags: 15th Sipare, 300 martaba, Aameen, ajaye, akhri, Allah, Allah Pak, amal, apne mulk, Assalaam O Aliakum, banaye, Bohat, dost, dua, duain, duao, Duniya, Durood, Durood Pak, fazilat, gaar, ghar, ghar walo, gunah gaar, Hadees Mubarak, hidayat, Ibadat, insano, Jitna, Jumme, kam, karli, karne, keryein, Lazmi, mujhe, parhe, parosi, qeemti, rishtedaro, ro ro kar duain mange, Surah E Kahaf, Surat, TAUFEEQ, tilawat, ummat E Muslima, ustaad, yaad
Zehra(s.a) kya ghar mein paikar e anwaar aagaya,
Lo janasheen e haider e karrar aagaya,
Haider kya ghar mein jashan e wiladat hai marhaba!
Jannat kya nou jawanoo ka sardar aagaya…
- Jashan E Zahoor Mola Hasan a.s. Tamaam Aalaam E Islam Ko Bohat Bohat Mubarak Ho.
- Tags: aagaya, Aalaam E Islam, Bohat, ghar, Haider, janasheen e haider e karrar, Jannat, Jashan E Wiladat, Jashan E Zahoor Mola, Jashan E Zahoor Mola Hasan a.s., jawanoo, Kya, Marhaba, Mubarak, nou jawanoo, paikar e anwaar, Sardar, Tamaam Aalaam E Islam, Zehra(s.a)
Wo jo ghar se be ghar hoi,
Wo jo panio ki nazar hoi,
Beh gai pani mai umr bhr ki poonji,
Apne hi watan mai dar badar hue,
Mit gai’n Selab mai bastiaa’n kitni,
Or bardaad kitnay nagar hoi,
haar bethay kai masoom zeest apni,
Gham se chaak maano kya jigr hoi,
Aao hum waton batay dard unha,
Wo ja haadsou ki nazar hoi.
- Tags: badar, bardaad, bastiaan, batay, beh, dar badar, Gham, ghar, haadsou, jigr, maano, masoom, Mit, nazar, pani, panio, poonji, selab, Watan, waton, wo, zeest
Bass na chalay ga Kuch b ab Shaitan ka,
Aaya hai muskrata hova mahina Ramzan ka,
Ghar Ghar main jalay gi shama fakt Toheed ki,
Arsh chovay ga Sajda kamzor baibas Ensaan ka,
Barsay ga Rahmaton ka sawan Har soo har ja,
Har zuban pai ho ga Naghma Fakt Rahman ka,
Awo apna apna daman Donay ka ahd krain NoOr,
Qismat walon [...]
- Tags: Aaya, apna, Arsh, baibas, Barsay, Bass, chalay, chovay, daman, Donay, Ensaan, fakt, Fakt Rahman, ghar, har, hova, jalay, kamzor, krain, kuch, Mahina, mahina Ramzan, Milta, Moka, muskrata, Naghma, Noör, pahchan, pai, qismat, Rahmaton, Säjdä, sawan, shaitan, shama, soo, Toheed, Walon, zuban
Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta,
Log Roza Na Torh Den Eid ka Chand Samj kr!
- Tags: Chand, dino, EID, ghar, Liye, Log, Niklta, ramzan, Roza, Samj, Torh