Elahi bus kar KHUDA say keh kar,
Chalay jahan say sabhi PAYAMBAR,
Lita k AKBAR utha k ASGHAR,
Chalay hein maqtal ko IBN E HAIDER,
Labon p sukar e KHUDA ha jari,
Agarchay gardan ha zair e khanjar,
Sada yeh KHALIQ ki aa rahi ha,
HUSSAIN BUS KAR HUSSAIN BUS KAR
- Salawaat
- Tags: Agarchay, AKBAR, ASGHAR, chalay, Elahi, gardan, HUSSAIN BUS KAR, IBN E HAIDER, Jahan, jari, keh, KHALIQ, Khuda, labon, Lita, maqtal, PAYAMBAR, rahi, sada, Salawaat, Sukar e KHUDA, utha, zair e khanjar
Mein nay pocha khuda say kyun nahi bana wo mere liye?
Maine ki thi ada namazin jis kya liye…
Khuda nay kaha ager kerta tu ada namaz mere liye,
To mein bana deta ushe sirf tere liye!
- Tags: ada, ager, bana, Khuda, Kyun, Liye, Maine, mein, Mere, nahi, namaazein, Namaz, namazin, pocha, Sirf, Ushe
Ye bhi ek dua hay meri khuda say,
Kisi ka dil na dukhe meri wajha say,
Ay Khuda ker dye kuch aisi inayat mujhe pe,
Kya khushyn milein sub ko meri wajha say.
Aameen
- Tags: Aameen, aisi, bhi, Dil, dua, dukhe, dye, inayat, Khuda, khushyn, kisi, kuch, Meri, mujhe, sub, wajha
Khuda Karay Ke Meri Arz E Pak Per Utray
Wo Fasl E Gul Jisay Andesha E Zawaal Na Ho
Yahan Jo Phool Khily, Khila Rahay Sadi’on
Yahan Khizaan Ko Guzarnay Ki Bi Majaal Na Ho.
- Tags: Andesha-e-Zawaal, Arz-e-Pak, Fasl-e-Gul, Guzarnay, ho, Jisay, Karay, Khila, Khilyi, Khizaan, Khuda, Majaal, Meri, phool, Rahay, Sadi'on, Utray, Yahan
Jaise chahte thay hum,
Wo bhi hamain chahte to kya baat hoti,
Pane ka arman to tha,
Bin mange mil jate to kya baat hoti,
Is dil main pyaar tha kitna!
Wo jan lete to kya baat hoti,
Hum nay manga tha unhain khuda say,
Wo bhi mang lete to kya baat hoti.
- Tags: arman, baat, Bin, chahte, Dil, ghazal love sms, hamain, hum, Jaise, jan, jate, Khuda, lover sms romantic loneloess ghazal, Mang, Manga, mange, Pane, Pyaar, romantic ghazal messages, sad ghazal sms, Unhain, wafa sms